Friday, March 16, 2012

Haan abhi kissa tamaam nahi hua
Mulzim ban gaya badnaam nahi hua

Samaj ke thekedar abhi baithe nahi
sar se khoon ka utar nahi hua

Ishq o aman jisko dekh ke sehem jayen
Samaj ka chehra aisa nahi hua

Malik o mansoor chahe jitna marein nez o sang
aitimad apna be dam nahi hua

Saari mushkile ho jayein asaan
Apna itna sawaab nahi hua,