Jo tum huay humaare hote
To apni chatt pe bhi sitaare hote
Josh e tamanna mein duaaon ka asar
Mil jaata to kya nazaare hote
Kuu e yaar aur makan apna
Khoob hota jo ek kinaare hote
Shadab zameen ke daldal dekh lete
to pankh apne na utaare hote
Har jagah phire ho qalam liye 'Quateel'
Hunar zubaan ke bhi to sanwaare hote
To apni chatt pe bhi sitaare hote
Josh e tamanna mein duaaon ka asar
Mil jaata to kya nazaare hote
Kuu e yaar aur makan apna
Khoob hota jo ek kinaare hote
Shadab zameen ke daldal dekh lete
to pankh apne na utaare hote
Har jagah phire ho qalam liye 'Quateel'
Hunar zubaan ke bhi to sanwaare hote
shuru ke do ashaar kuch kamzor lagey baqi ashaar achey hain khas ker akhiri sher
ReplyDeleteTheek hai bhai... Aage se dekhunga.... Shukriya! Ab kitab ka kya karein?
ReplyDelete